Besakhta patton ki manind
rakhta tha mieezaaj woh apna
so toota jo shajar say to phir hara nahi hua
us ki is ada may b thi bewafi ko wo ansar
k toota jo to phir kabhi wapas nahi palta
Us baywafa ki kia dastan
sunaoo abbas
wo har bar badal gaya mosmoon ki tarah
waqt ki raftar thi k na rok sakay ham usay
wo hath say nikal gaya guzartay lamhoon ki tarah